Tuesday, August 30, 2005
Monday, August 29, 2005
A WOMEN!
They sing when they want to cry.
They cry when they are happy and laugh
when they are nervous
They fight for what they believe in.
They stand up for injustice.
They don't take "no" for an answer when
they believe there is a better solution.
They go without new shoes so their
children can have them.
They go to the doctor with a frightened friend.
They love unconditionally.
They cry when their children excel and
cheer when their friends get awards.
They are happy when they hear about
a birth or a new marriage
Their hearts break when a friend dies.
They have sorrow at the loss of a family member,
yet they are strong when they think there is no
strength left.
The heart of a woman is what makes the world spin!
Women do more than just give birth.
They bring joy and hope.
They give compassion and ideals.
They give moral support to their family and friends.
Women have a lot to say and a lot to give.
Friday, August 19, 2005
JAZBAY….!
Kiyuon lafz zaroori hein akhir,
Bayan kai liyaee?
Jazbay tu ehsaas hotay hein,
Khud aik awaz hotay hein
Kabhi ankhon kai rastay sai,
Tu kabhi khayal sai
bina soochay, bina chahay,
yeh pohunch hi jatay hein
yeh kab ropoosh rehtay hein,
kab khamoosh rehtay hein
yeh na dastaras mein hotay hein,
aur na ikhtiyar mein
jazbay tu khudmukhtar hotay hein,
bai-ikhtiyar hotay hein
jo rokay nahi ruktay,
chupayae nahi chuptay
haan jazbay khud aap apni hi,
aik zaban hotay hein.
(SAMREENA)
Thursday, August 18, 2005
YAAD!!!
Ankahi baaton ko samjho gee tu yaad aaon gee
Dil mein jhanko tu sahi, har janib nazar aaongee
Bassi sanson mein huon khusbo ki tarah
Khilta gul daikho gee tu yaad aaongee
Mein nai chaha hai tumhain dil ki gehrai sai
Kabhi azmao tu sahi, har imtihaan mein pora paogee
Har chand milaingay hazar duniya kai iss mailay mein
Par tanha tareeq rahuon peh, aik hamsafar mujhay hi paogee
Faqat aik yehi doosti zindagi ka hasil hai
Khud ko daikho gee jab bhi mein hi mein nazar aaongee
SAMREENA
Ankahi baaton ko samjho gee tu yaad aaon gee
Dil mein jhanko tu sahi, har janib nazar aaongee
Bassi sanson mein huon khusbo ki tarah
Khilta gul daikho gee tu yaad aaongee
Mein nai chaha hai tumhain dil ki gehrai sai
Kabhi azmao tu sahi, har imtihaan mein pora paogee
Har chand milaingay hazar duniya kai iss mailay mein
Par tanha tareeq rahuon peh, aik hamsafar mujhay hi paogee
Faqat aik yehi doosti zindagi ka hasil hai
Khud ko daikho gee jab bhi mein hi mein nazar aaongee
SAMREENA
Wednesday, August 17, 2005
DREAMS!
Beauty of life
A star that shines,
In the dark of night
A light that guides,
A way to strive
A hope that brings,
A purpose to life
It’s a bunch of flowers,
That makes you smile
But yes besides,
Can bring tears to eyes
Can feel you depress,
When you open your eyes
But still,
We never stop dreaming,
As dreams are life….!
Beauty of life
A star that shines,
In the dark of night
A light that guides,
A way to strive
A hope that brings,
A purpose to life
It’s a bunch of flowers,
That makes you smile
But yes besides,
Can bring tears to eyes
Can feel you depress,
When you open your eyes
But still,
We never stop dreaming,
As dreams are life….!
(SAMREENA)
FRIENDS FOREVER
Sometimes in life,
You find a special friend;
Someone who changes your life
By being a part of it;
Someone who makes you laugh
Until you can’t stop;
Someone who makes you believe that
There really is good in the world.
This is forever friendship,
And if you find such a friend,
You feel happy and complete.
You have a forever friend for life.
Laurieann Kelly
SAHIL PEH LIKHI TEHREER....!!!
Sahil peh likhi tehreer huon,
Aik din mitt jaon gee
Keh jitna samaintuon gee khud ko,
Utna bikhar jaon gee
Apnay ehsaas ki chah mein,
Kiya kiya na kiya mein nai
Jitna jaanoon gee khud ko,
Utna ulhajh jaon gee
Aaj phir khud ko saza dee mein nai,
Keh khud sai wada yeh kiya
Ab na bolon gee kuch bhi,
Bas khud hi khud jal jaon gee
Mein nai chaha hai jissay,
Jiski khawish ki hai
Bas uski aas mein aik din,
Duniya sai chali jaon gee.
(Samreena)
Sahil peh likhi tehreer huon,
Aik din mitt jaon gee
Keh jitna samaintuon gee khud ko,
Utna bikhar jaon gee
Apnay ehsaas ki chah mein,
Kiya kiya na kiya mein nai
Jitna jaanoon gee khud ko,
Utna ulhajh jaon gee
Aaj phir khud ko saza dee mein nai,
Keh khud sai wada yeh kiya
Ab na bolon gee kuch bhi,
Bas khud hi khud jal jaon gee
Mein nai chaha hai jissay,
Jiski khawish ki hai
Bas uski aas mein aik din,
Duniya sai chali jaon gee.
(Samreena)
AIK UNKHULI KITAAB!
Aik unkhuli kitaab huon,
Kuch ankahay alfaaz huon
Khud mein hi simntee hui,
Har lamss sai bai nayaaz huon
Kissi sai mera kiya waasta,
Hai kisko meri khabar
Jo aaj huon tu kal nahi,
Iss jag mein aik mehmaan huon
Aik saraab huon,
Na dhoondo mujhay
Aur na chaho,
Keh mein aik khwab huon
Kuch saansain abhi jo baqi hain,
Aik pal hi simant jayain
Aur uss aik mein usko jaan luon,
Jis rab ka mein khayal huon
(SAMREENA)
Kuch ankahay alfaaz huon
Khud mein hi simntee hui,
Har lamss sai bai nayaaz huon
Kissi sai mera kiya waasta,
Hai kisko meri khabar
Jo aaj huon tu kal nahi,
Iss jag mein aik mehmaan huon
Aik saraab huon,
Na dhoondo mujhay
Aur na chaho,
Keh mein aik khwab huon
Kuch saansain abhi jo baqi hain,
Aik pal hi simant jayain
Aur uss aik mein usko jaan luon,
Jis rab ka mein khayal huon
(SAMREENA)
Subscribe to:
Posts (Atom)